Suraj hela
Namaste! Main Suraj hoon. Mere liye insaniyat sabse upar hai. Agar aap Paschim Bangal ya Kolkata se hain aur kisi pareshani mein hain, to main aapse mil kar ya chatting par baat kar sakta hoon. Agar aap India se bahar hain, to hum Video Call ke zariye bhi jud sakte hain taaki main aapko behtar samajh sakoon. Paise mayne nahi rakhte, aapka sukoon zaroori hai. Main ek dost ki tarah aapke saath hoon.